aan$ooun ki wadi main dil nazuk rehtay hain jo choot kha kar bhi kuch kar nahi patay hain in aan$ooun ki wadi main dheeray $ay chalnay yahan kaii dil hain jo toot gatay hain in ma$oom dilloun ko jab rah na millay aff$urda $i niggahon $ay ha$srat main gungonatay hain in dukhi dilloun ko koi dukh na dayna yah aan$ooun ki wadi hai yahan khammo$h rehna prinday bhi rootay hain aur chup chaap $ay rehtay hain phool jo khiltay hain murgha $ay gatay hain har chahra yahan pay ghamzada $a hai har aankh yahan pay $oogi hoi hai yah aan$ooun ki wadi hai yahan tum na aana yahan weeran dil ba$tay hain yahan tum na ba$na.....
$@JiD
saju_ilu2000@hotmail.com
Break up SMS
Tere Naam ki thi jo Ro$hni u$ey khud tu ne Bujha diya Ji$sko jala $aki thi na Dhoop u$ey chandni ne jala diya
Mein hoon Gardi$hon ka maara huwa mujhey ab apni khabar nahi Wo jo $hakh$ tha mera rehnuma u$ey Ra$ton main ganwaa diya
Ji$s ko $amjha tha tu ne raqeeb,woh tera naseeb tha Tere Haath ki lakeer tha,u$ey tu ne haath se hi mita diya
Mujhey i$hq hai ke junoon, yeh fai$la kabhi na ho $aka Mera naam zeenat-e-da$ht tha,i$ey aandhiyon ne mita diya
Yeh uda$iyoo ka jamal hai , ke maraivj-e-kamal hai Ke kabhi zaat se bi chupa liya , to kabhi $hehar bhar ko $una diya
Meri umar ka Guli$tan abhi khula huwa hai zaroor par Wo jo phool they teri chah ke unko mau$amo ne gira diya.....
$@JiD
saju_ilu2000@hotmail.com
Break up SMS
wo muj say besabab uljha nahe tha, wo pahlay tou kabi aisa nahe tha, bohat aala tha us ka zarf laken, wo meri zaat ko samja nahe tha, wo wo jis berukhi say chal diya tha, man itna b gea guzra nahe tha, usay main kiun bura thehraon yaro, wo acha tha faqat mera nahe tha.......
Burhan
Burhan_asif98@hotmail.com
Break up SMS
Khud ko khud se ham kalam kar k dekhna, kitna mushkli haiye kam ker k dekhna, kis kadar uddas guzarti hain meri shamien, yaad kisi ko kisi shaam kar k dekhna
Balli
mr.balli@hotmail.com
Break up SMS
dil k zakham koun say chupana parha,,, palkain bheegi thin par phir b muskurana parha,,, kaisay ultay hain muhabbat k ye riwaj,,, ruthan chahtay thay par un ko manana parha.....
Burhan
burhan_asif98@hotmail.com
Break up SMS
nikal k dil say teray wastay sada ayi,,, uthaye haath tou yaad aik hi dua ayi,,, k teru umar ko duniya ki umar lag jaye,, waqt saal ginay aur gin gin k thak haye (AMEEN)
Burhan
Burhan_asif98@hotmail.com
Break up SMS
kuch khud b thay afsurda say,,
kuch tum b hum say rooth gaye,,
kuch khud hi zzakhm k aadi thay,,
kuch sheeshay hath say choot gaye,,
kuch khud b hassaas thay bohat,,
kuch apnay muqadar rooth gaye,,
kuch tum ko sach say nafrat thi,,,
kuch hum say na bolay jhoot gaye,,
kuch logon nay uskaya tumain,,
kuch apnay muqadar phoot gaye,,
kuch khud itnay mohtaat na thay,,
kuch log b hum ko loot gaye,,
kuch talkh hakaik thay itnay,
k khaab hi saray toot gaye.........
Burhan
Burhan_asif98@hotmail.com
Break up SMS
Ek Toote Huwe Dil Ki Aawaaj Mujhe Kahiye Sur Jismein Hai Sab Ghum Ke Woh Saaz Mujhe Kahiye Main Kon Hoon Aur Kyaa Hoon Kiske Liye zindaa Hoon Main Khud Bhi Nahi Samajhi Woh Raaz Mujhe Kahiye
unlucky..
scoorpian_king@hotmail.com
Break up SMS
You're right, I am a lying whore. I lied, size DOES matters.
Admin
None
Break up SMS
I get so emotional when your not around.. I think the emotion is called happiness
Admin
None
There
are 199 Sms in this Break up
SMS category and 20 Pages and you are at
19 page.