Tujhy kiya khabar teri yaad nay mujhy kasay kasay sata dia..
Kabhi khilwatoon mien hansa dia..kabhi mehfiloon mien rula dia...
Tery ishq mien kabhi youn huwa k namaz apni kaza huwi..
Teri arzoo nay kabhi kabhi mujhy mery rab say milla dia........
Nacheez Lehri
ayazbrohi2000@yahoo.com
Break up SMS
Dil aur dimagh mien kitnay aatish fashaan phaty thy jab us nay beparwah hansi ka aanchal oorh ka mujh say kaha k
hamien aap say hamdardi hay...........
Nacheez Lehri
ayazbrohi2000@yahoo.com
Break up SMS
Phir say mosam baharoon ka aanay ko hay...
phir say rangeen zamana badal jay ga..
ab k bazm-e-charaghaan saja lien gein hum..
ye bhi arman dil ka nikal jay ga..
bheegi bheegi see kyon sham-e-mekhana hay..
lutf-e-saqi bhi kam khali paymana hay..
apni nazroon say hee kuch pila dijiyee..
rang mehfil ka khud he badal jay ga..
aap kar dein jo mujh pe nighah-e-karam...
meril ulfat ka reh jay ga kuch bharam..
youn fasana to mera rahy ga yahein..
sirf unwaan us ka badal jay ga......
mere lotnay ka un ko zara gham nahi..
zulf bhi un ki a dost barham nahi..
apnay hoonay na honay say hota hay kiya..
kaam duniya ka youn hee to chal jay ga......
Nacheez Lehri
ayazbrohi2000@yahoo.com
Break up SMS
Ik Pal Main Ik Sadee....
Ik Pal Main Ik $adee Ka Maza Hum $e Pochiye Do Din Ki Zindagi Ka Maza Hum $e Pochiye
Bholy Hain Rafta Rafta Unheen Muddato Main Hum Qi$ton Main Khodko$hi Ka Maza Hum $e Pochiye
Akhir Wo Jaan Hi Gaye Humey Un $e Payar Hai Ankhoon Ki Bekhudi Ka Maza Hum $e Pochiye
Han$ne Ka $hok Hum Ko Bhi Tha App Ki Tarha Han$iye Magar Han$i Ka Maza Hum $e Pochiye....!
$@JiD
saju_ilu2000@hotmail.com
Break up SMS
Tu bhi kisi ka pyar na paye KHUDA KARY.
Tujh ko tera naseeb rulai KHUDA KARY..
Ratoon mien tujh ko neend na I KHUDA KARY..
Tu dar badar ki thokrien khaye KHUDA KARY..
I bahar tere gulistaan mein bar bar..
Tujh par koi nikhaar na I KHUDA KARY..
Meri tarha tujhy bhi jawani mien ghum milly..
Tu bhi duwa ko hath uthay KHUDA KARY..
Manzil kahien bhi pyar ki tujh ko na mill saky..
Tera na koi sath nibhaye KHUDA KARY..
Tujh par shab-e-firaak ki ratien haraam hoon..
Shamy jala jala k bhujaye KHUDA KARY..
Ho jayien bad-duwaien meri dosto khalat..
Ab un pay koi haraf na I KHUDA KARY.........
Nacheez Lehri
ayazbrohi2000@yahoo.com
Break up SMS
Tujh$e yoon door ho gaye !! Kya kahen hum kai$e tujh$e door ho gaye Haalaat $e, kuch khud $e majboor ho gaye
Mohhabbat rula deti hai, kab ye maana tha Apne dil ke afsaane wohi dastoor ho gaye
Manzil ji$e $amjha bana wo meel ka pathar Nayi manzil, naye raa$te manzoor ho gaye
Hadd $e barh jaaye Jo ghum, deta nahin dard Mu$kura rahe hain, ai$e hum ranjoor ho gaye
Dil tera reza reza hai, kai$e $ambhale tujhko Khudaya hum$e kai$e yeh qu$oor ho gaye !!!
$@JiD
saju_ilu2000@hotmail.com
Break up SMS
To Ankhain Khoob Roti Hain...
Tumhain Dil $e Bhulatay Hain Tu Aankhein Khoob Roti Hain, Dard Dil Main Jagate Hain Tu Aankhein Khoot Roti Hain..
Tumhare baad Chahat Ke $abhi Punchi Uraye Jana, Kahin Bhi Dil Lagate Hain Tu Aankhein Khoob Roti Hain..
Teri Ta$weer, Adhoore Khat Too Jala Diye Hum Ne, Ab Paani Pe Naq$h Banate Hain Tu Aankhein Khoob Roti Hain..
Ghata Aawargi Main Jab $iyah Chola Pehanti Hai, Parende Jab $atate Hain Tu Aankhein Khoob Roti Hain..
Ke Jab Bhi $haam Dhalti Hai Meri Qi$mat Ke Sab Taare, Falaq Par Jagmagate Hain Tu Aankhein Khoob Roti Hain..
$ard Tareek Raaton Main $iyah $awan Ki Bari$h Main, Dard Jab Mu$kurate Hain Tu Aankhein Khoob Roti Hain..
$ahil Ki Who Mitti Ke Ji$ Pe Khoon Hathoon $e, Wafa Likh Kar Mitate Hain Tu Aankhein Khoob Roti Hain.....
$@JiD
saju_ilu2000@hotmail.com
Break up SMS
Milkar Juda Hue To Milakar judaa hue to na $oyaa karenge ham Ek duu$are ki yaad mein royaa karenge ham Aan$uu chhalak chhalak ke $ataenge raat bhar Motii palak palak mein piroyaa karenge ham Jab duuriyon kii aag dilon ko jalaaegii Ji$mon ko chandani mein bhigoya karenge ham Gar de gayaa dagaa hamein tufaan bhi ''$@JiD'' $aahil pe ka$htiyon ko duuboya karenge ham.....
$@JiD
saju_ilu2000@hotmail.com
Break up SMS
Jaate Jaate Vo Mujhe Achi Ni$hani De Gaya Umr Bhar Doharaunga Ai$i Kahani De Gaya
U$ $e Mein Kuch Pa $akun Ai$i Kahan Umid Thi Gham Bhi Vo $hayad Bara-e-Meharabani De Gaya
$ab Havaen Le Gaya Mere $amandar Ki Koi Aur Mujh Ko Ek Ka$ti Badabani De Gaya
Khair Mein Piya$ Raha Par U$Ne itana to Kiya Meri Palakon Ki Kataaron Ko Vo Pani De Gaya.....
$@JiD
saju_ilu2000@hotmail.com
Break up SMS
muhabat k liya diwangi hona zarori hy
muhabat $ary ri$hty naty toor dayti hay faqad aik dil $ay dil k $il$aly joor dayti hy muhabat ki hadin hotin nhi jana ya har qanon $ay hoti hy bala tar $amaji ban$de$hon ko toor dayna i$ ka $hiwa hay laga dayti hy makhmal main bhi tat k paywand ak$ar ager mujh $ay muhabat hy tu phir tum ko ya ri$hty nathy .....bande$hin $ari $ara$ar torna hon gin ager ya nhi ho $akta ager ya nhi ho $akta tu phir yun hay k hum tum apni khuwahi$h k khilony tot dayty hain dilon ko mor layty hain muhabat chur dayty hain.....
$@JiD
saju_ilu2000@hotmail.com
There
are 199 Sms in this Break up
SMS category and 20 Pages and you are at
16 page.